"Dholera" india first green field smart city (About dholera smart city in hindi)

                  

 Hi friends aj humlog dholera smart city india first green field smart city ke bare me janne wale hai.Is smart city ke bare me aap ko sabhi ko jana bahut hi jaruri hai.kyuki aj humara india developing se developed country hone ja rahe or iski shuruat humlog dholera smart city se ho rahi hai.

Aksar log pucha karte hai ki hamara desh london,singapore,dubai jaisa kyun nahi hai isliye aaj maine is post me dholera smart city ke bare me bata raha hu.




all-about-corona-virus-22 march why-courfue in india




loading...
Sabse pahle me modi ji ko dil se dhanyawad dena chahunga jo aaj hamare is desh ko developed karne ke lage hue hai.Really modi jee ke thorough process ko hum log salute karte hai.kyuki aj dholera project ke bare me batane wala hu ise jankar aap bhi proud feel karenge.



About dholera smart city:



yeh smart city gujrat me ek naya gujrat hai ek aisa city jaha Smart hospital,smart roads,smart infrastructure,water management,smart traffic management,sirf yahi nahi pure dholera city me wireless sensor or sare chij internet se connected hai. Dholera sahar Ahmadabad district Gujarat India me hai.dholera city 920 square km me ban raha hai isse aap log andaza laga sakte ki yeh Singapore,Mumbai se bhi kafi bada smart city banne jaa raha hai.


 India first green field smart city project:



 Koi normal city ko smart city banna brown field project kehlata hai.lekin green field ek banjar jamin me ek naya sahar banana green field project kaha jata hai.
dholera smart city totally dig free smart city hai jaise bahut sare city's me kaam karne ke jamin ke niche bar bar gadda khodne ki jarurat padti hai lekin dholera smart city me aisa nahi hai information communication technology ke madhyam se yeh total dig free smart city ban jata hai matlab gas ka pipe jamin ke niche, pani ka line jamin ke niche,drainess wo bhi jamin ke niche se jayegi jisse city ko neat and clean rakha jaa sake.

ABCD building dholera city control room(Administrative & business center for dholera):



smart city ko control karne ke liye ABCD building banaya gaya hai jo internet ke jariye puri dholera city se connected hai.
Jaise kahi aag lag gayi ABCD building me pata chal jayega,pipe line licked hai ABCD building me aram baj jayega,koi red signal cross kiya ABCD building me malum pad jayega.
Modi ji ko malum tha agar is city ko wireless sensor connected smart city banana hai to mujhe top technology consultant ke sath hoga to isme Wipro,IBM,cisco ke sath me liya or in tino company milkar is city ko ek wireless sensor smart city banaya or sare chijo ko ICT (information communication technology ke dwra ABCD building ke sath connect kar diya hai jisse pure city ko ek single building se control kiya ja sake.Pehli bar india me ek aisa smart city bane jaa raha jo puri tarah se automatic control system hai agar kahi aag lag gayi ABCD building me pata chal jayega or or city se control staff turant pahuch jayenge aap ko manual call nahi karna parega to isse aap sabhi log andaza laga hi sakte hai ki is city me logo ko kitna safety and security provide ki jaa rahi hai.

Special feature of dholera smart city:


Agar me dholera smart city me hone wale feature ke bare baat karu to sayad post kafi bada ho jayega lekin jo sare feature ek smart city me hone chahiye wo sare feather is city me available hai.

1.Smart hospital with helipad
2.Smart affordable housing
3.5000 megawatt electric city



4.Smart road super fast express highway


5.Sea port
6.International airport for cargo and passenger
7.Super fast metro train



Itne sare feature achhi baat yeh hai ki corporate sector me 8 lakh se jyada direct job create ho jayenge or bhi bahut sare indirect job bhi.Koi bhi corporate invest karta hai jab us corporate ko pura infrastructure ready milta hai
 dholera city ke ABCD building me singal windows system hai jahan se sare business ki legal process complete ho jayega kyuki india bhi business shuru karne ke liye government office me kafi dhakke khana hota hai.
 Lekin yaha nahi sirf ek singal window se business ke sare legal process complete hoga. jisse bade bade corporate ke andar ek belief hua or  sare corporate vestment kar diye hai or bhi investment kar rahe hai.ab factory ayengi uske baad factory ke labours ke liye pahle se hi economical weaker section planning ho chuki hai.

all-about-corona-virus-22 march why-courfue in india

यह भी जरूर पढ़िए।1. All-about-corona-virus-22-courfue.

2. घर पर खुद को सुरक्षित रखने के टिप्स कोरोना वायरस से। Tips to keep yourself safe at home from corona virus.#stay at home

3. सेनेटाइजर बनाने की सबसे आसान उपाय जानिए हिंदी मे।4. 10 झूठी खबरों से सावधान #knockdown time in india

Iske awla mobile recharge,engine recharge,walk way shelters,sports facility,golf play ground,wifi.or bhi bahut sare is smart city me milane wale hai.aj dholera dunia ki 12th fasting growing smart city ke andar aa gaya hai.ab log jaan chuke hai aane wale 3 saalo me yaha itna growth ane wala hai ab log waha pe property kharid rahe investor pehle se invest kar rahe hai ab duniya bhar ke investors aa rahe hai.aj is project me 200 se jyada developers kaam kar rahe hai or avi dhire dhire yaha property ki price bad rahi hai.Humare paas dholera smart city ki ground report ki video bhi hai aap niche link me jakar dekh sakte hai.
Ground report video of dholera smart city.




Friends agar aapko dholera ke bare or bhi jankri ya fir yaha property kharidna chahte hai to aap mujhe contact kar sakte hai lekin me jarur bolna chahunga agar aap yaha koi bhi property kharid lete hai to aane wale samay me aap zindagi badal jayega.kyon ki sahi time me sahi jagah investment karna chahiye.


Thank you..........
Update news notification ke liye hamare TECHNOLOGY FRIENDS ko subscribe karna na bhule

अब देश digital हो रहा है आईये इस सफर में जुड़ कर हमारे india के मिशन को कामयाब करे।
Indian Proudly LIKE & SHARE 




Post a Comment

1 Comments

  1. Thank you for sharing this wonderful information with us. To Invest in Residential Plots in Dholera Smart City Call Us +91 7096961248

    See more At Dholera Smart City Project In Gujarat

    ReplyDelete